Ahmed Faraz was a renowned Urdu poet, whose real name was Syed Ahmad Shah. He was born on January 12, 1931, in Kohat, Pakistan. Faraz’s poetry is distinguished by its romanticism, emotions, and revolutionary spirit. He beautifully expressed love, sorrow, and social issues in his verses. His work gained widespread popularity, and his ghazals and poems are still cherished today. Faraz received numerous awards and honors for his contributions to poetry, including the Sitara-i-Imtiaz and Hilal-i-Imtiaz. Ahmed Faraz is considered one of the great poets of Urdu, and his poetry will be remembered forever.
احمد فراز، اردو کے مشہور شاعر تھے جن کا اصل نام سید احمد شاہ تھا۔ آپ 12 جنوری 1931ء کو کوہاٹ، پاکستان میں پیدا ہوئے۔ فراز کی شاعری میں رومانیت، جذبات، اور انقلاب کا عنصر نمایاں تھا۔ انہوں نے اپنی شاعری میں محبت، غم، اور معاشرتی مسائل کو بڑے خوبصورت انداز میں پیش کیا۔ ان کا کلام دنیا بھر میں مقبول ہوا اور ان کی غزلیں اور نظمیں آج بھی بے حد پسند کی جاتی ہیں۔ فراز کو اپنی شاعری پر کئی ایوارڈز اور اعزازات سے نوازا گیا، جن میں ستارہ امتیاز اور ہلال امتیاز شامل ہیں۔ احمد فراز کا شمار اردو کے بڑے شعرا میں ہوتا ہے اور ان کی شاعری ہمیشہ یاد رکھی جائے گی۔
اب کے ہم بچھڑے تو شاید کبھی خوابوں میں ملیں
جس طرح سوکھے ہوئے پھول کتابوں میں ملیں
Ab ke hum bichhde to shayad kabhi khwabon mein milein
Jis tarah sookhe hue phool kitaabon mein milein
__________________ahmed faraz poetry_______
If we part this time, perhaps we may meet in dreams
Just like dried flowers are found in books
رنجش ہی سہی دل ہی دکھانے کے لیے آ
آ پھر سے مجھے چھوڑ کے جانے کے لیے آ
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
Aa phir se mujhe chhod ke jane ke liye aa
____________ahmed faraz poetry in urdu_____________
Let it be resentment, but come to hurt my heart
Come once again, even if it’s to leave me again
سنا ہے لوگ اسے آنکھ بھر کے دیکھتے ہیں
تو اس کے شہر میں کچھ دن ٹھہر کے دیکھتے ہیں
Suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain
To us ke shehar mein kuch din thehar ke dekhte hain
____________2 lines deep ahmed faraz poetry_____________
I’ve heard people look at her with full admiration
So let me stay in her city for a few days and see
وفا کے باب میں الزام عاشقی نہ لیا
کہ تیری بات کی اور تیرا نام بھی نہ لیا
Wafa ke bab mein ilzaam aashiqui na liya
Ke teri baat ki aur tera naam bhi na liya
_____________parveen shakir 2 line ahmed faraz poetry____________
In the chapter of loyalty, I didn’t take the blame for love
I talked about you but never mentioned your name
جس سمت بھی دیکھوں نظر آتا ہے کہ تم ہو
اے جانِ جہاں یہ کوئی تم سا ہے کہ تم ہو
Jis simt bhi dekhun nazar aata hai ke tum ho
Ae jaan-e-jahaan ye koi tum sa hai ke tum ho
_____________faraz ahmed faraz poetry____________
Whichever way I look, it seems that it is you
O love of my world, is it someone like you or is it you?
ردائے غم خموشی کا کفن پہنے ہوئے ہے
کوئی تیرا کوئی میرا بدن پہنے ہوئے ہے
Rada-e-gham khamoshi ka kafan pehne hue hai
Koi tera koi mera badan pehne hue hai
____________meaningful 2 line ahmed faraz poetry_____________
The shroud of silence is wearing the cloak of sorrow
Some wear your pain, some wear mine
تمہاری یاد کے جب زخم بھرنے لگتے ہیں
کسی بہانے تمہیں یاد کرنے لگتے ہیں
Tumhari yaad ke jab zakhm bharne lagte hain
Kisi bahane tumhein yaad karne lagte hain
_____________mirza ghalib 2 line ahmed faraz poetry____________
When the wounds of your memory start to heal
I find some excuse to remember you
کوئی موسم ہو ، دل میں ہے تمہاری یاد کا موسم
کہ بدلا ہی نہیں جاناں تمہارے بعد کا موسم
Koi mausam ho, dil mein hai tumhari yaad ka mausam
Ke badla hi nahi jaana tumhare baad ka mausam
____________sad ahmed faraz poetry_____________
Whatever the season, my heart is in the season of your memory
For the season has not changed, my love, since you left
تیری ہر بات محبت میں گوارا کر کے
دل کے بازار میں بیٹھے ہیں خسارہ کر کے
Teri har baat mohabbat mein gawara kar ke
Dil ke bazaar mein baithe hain khassara kar ke
____________ahmed faraz poetry status_____________
Tolerating everything you said in love
I sit in the market of hearts, bearing a loss
محبت ان دنوں کی بات ھے فراز جب
لوگ بچے اور مکان کچے تھے
Mohabbat un dino ki baat hai, Faraz, jab
Log bachay aur makaan kachay thay
___________parveen shakir and ahmed faraz poetry______________
Love is a tale from those days, Faraz, when
People were innocent, and homes were simple
سنا ہے اسکو بھی ہے شعر و شاعری سے شغف
تو ہم بھی معجزے اپنے ہنر کے دیکھتے ہیں
Suna hai usko bhi hai sher o shayari se shugf
To hum bhi mo’jize apne hunar ke dekhte hain
____________2 line ahmed faraz poetry_____________
I’ve heard she has a passion for poetry
So, I too show miracles of my talent
آج اک اور برس بیت گیا اس کے بغیر
جس کے ہوتے ہوئے ہوتے تھے زمانے میرے
Aaj ek aur baras beet gaya us ke baghair
Jis ke hote hue hote the zamane mere
____________romantic 2 line ahmed faraz poetry_____________
Another year passed without her
With her, I felt I owned the world
اب کیوں نہ زندگی پہ محبت کو وار دیں
اس عاشقی میں جان سے جانا بہت ہوا
Ab kyun na zindagi pe mohabbat ko waar dein
Is aashiqi mein jaan se jana bohat hua
____________ ahmed faraz poetry_____________
Why not risk my life for love now?
Enough lives have been lost in this love
ہم اگر منزلیں نہ بن پائے
منزلوں تک کا راستہ ہو جائیں
Hum agar manzilen na ban paye
Manzilon tak ka raasta ho jayen
___________ahmed faraz poetry book pdf____________
If we couldn’t become destinations ourselves
Let us at least become the path to them
پھر تو نے چھیڑ دی ہے گئی ساعتوں کی بات
وہ گفتگو نہ کر کہ تجھے بھی ملال ہو
Phir tu ne chhed di hai gayi sa’aton ki baat
Woh guftagu na kar ke tujhe bhi malaal ho
___________ahmed faraz poetry in urdu pdf free download______________
You’ve brought up those past moments again
Don’t talk about things that might make you regret
ہم سفر چاہیئے ہجوم نہیں
اک مسافر بھی قافلہ ہے مجھے
Hum safar chahiye hajoom nahi
Ek musafir bhi qafila hai mujhe
___________ahmed faraz poetry romantic______________
I need a companion, not a crowd
One traveler is enough to be a caravan for me
زندگی سے یہی گلہ ہے مجھے
تو بہت دیر سے ملا ہے مجھے
Zindagi se yehi gila hai mujhe
Tu bohat der se mila hai mujhe
____________ahmed faraz poetry ghazals_____________
My only complaint with life is this
It took too long to bring you to me
مزاج ہم سے زیادہ جدا نہ تھا اس کا
جب اپنے طور یہی تھے تو کیا گلہ اس کا
Mizaaj hum se zyada juda na tha uska
Jab apne tor yehi thay to kya gila uska
_________________________
Her temperament wasn’t much different from mine
So when these were my ways, why blame her?
اہل درد بھی کس کی دہائی دیتے ہیں
وہ چپ بھی ہو تو زمانہ ہے ہم نوا اس کا
Ahl-e-dard bhi kis ki dahaai dete hain
Woh chup bhi ho to zamana hai hum-nawa uska
_________________________
Who do the people of pain cry out to?
Even in silence, the world is on her side
وہ اپنے زعم میں تھا بے خبر رہا مجھ سے
اسے گماں بھی نہیں میں نہیں رہا اس کا
Woh apne zaum mein tha be-khabar raha mujh se
Usay gumaan bhi nahi, main nahi raha uska
_________________________
He was in his arrogance, unaware of me
He has no idea that I am no longer his
کسی کو گھر سے نکلتے ہی مل گئی منزل
کوئی ہماری طرح عمر بھر سفر میں رہا
Kisi ko ghar se nikalte hi mil gayi manzil
Koi humari tarah umar bhar safar mein raha
_________________________
Some found their destination as soon as they left home
While some, like me, remained in the journey forever
نہ منزلوں کو نہ ہم رہ گزر کو دیکھتے ہیں
محجب سفر ہے کہ بس ہم سفر کو دیکھتے ہیں
Na manzilon ko na hum reh guzar ko dekhte hain
Mohrib safar hai ke bas humsafar ko dekhte hain
_________________________
We neither look at the destinations nor the journey
The journey is all about looking at the companion
شعلہ تھا جل بجھا ہوں ہوائیں مجھے نہ دو
میں کب کا جا چکا ہوں صدائیں مجھے نہ دو
Shola tha jal bujha hoon, hawaein mujhe na do
Main kab ka ja chuka hoon, sadaein mujhe na do
_________________________
I was a flame that has now extinguished; don’t fan me with wind
I left long ago; don’t call out to me
آواز دے کے زندگی ہر بار چھپ گئی
ہم ایسے سادہ دل تھے کہ ہر بار آگئے
Awaaz de ke zindagi har baar chhup gayi
Hum aise saada dil the ke har baar aa gaye
_________________________
Life called out and hid every time
We were naive enough to come each time
اس سے پہلے کہ بے وفا ہو جائیں
کیوں نہ اے دوست ہم جدا ہو جائیں
Us se pehle ke be-wafa ho jaayein
Kyun na aye dost hum juda ho jaayein
_________________________
Before we turn unfaithful
Why don’t we, my friend, part ways now?
جب بھی دل کھول کے روئے ہوں گے
لوگ آرام سے سوئے ہوں گے
Jab bhi dil khol ke roye honge
Log aaram se soye honge
_________________________
Whenever I opened my heart and wept
People must have slept peacefully
جو زہر پی چکا ہوں تمہیں نے مجھے دیا
اب تم تو زندگی کی دعائیں مجھے نہ دو
Jo zeher pee chuka hoon tumhi ne mujhe diya
Ab tum to zindagi ki duaein mujhe na do
_________________________
The poison I drank was given by you
Now, don’t offer prayers for my life
سلسلے توڑ گیا وہ سبھی جاتے جاتے
ورنہ اتنے تو مراسم تھے کہ آتے جاتے
Silsile tod gaya woh sabhi jaate jaate
Warna itne to marasim the ke aate jaate
_________________________
He broke all ties before leaving
Otherwise, there were enough ties to come and go
کسی بے وفا کی خاطر یہ جنوں فراز کب تک
جو تمہیں بھلا چکا ہے اسے تم بھی بھول جاؤ
Kisi bewafa ki khatir yeh junoon Faraz kab tak
Jo tumhein bhula chuka hai use tum bhi bhool jao
_________________________
For how long, Faraz, will this madness last for an unfaithful one?
Forget the one who has already forgotten you
میں خود کو بھول چکا تھا مگر جہاں والے
اداس چھوڑ گئے آئینہ دکھا کے مجھے
Main khud ko bhool chuka tha magar jahan waale
Udaas chhod gaye aaina dikha ke mujhe
_________________________
I had forgotten myself, but the people of the world
Left me sad by showing me the mirror
ہجر میں اتنا خسارہ تو نہیں ہو سکتا
ایک ہی عشق دوبارہ تو نہیں ہو سکتا
Hijr mein itna khassara to nahi ho sakta
Ek hi ishq dobara to nahi ho sakta
_________________________
Separation can’t cause such a loss
The same love can’t happen twice
آواز دے کے زندگی ہر بار چھپ گئی
ہم ایسے سادہ دل تھے کہ ہر بار آگئے
Awaaz de ke zindagi har baar chhup gayi
Hum aise saada dil the ke har baar aa gaye
_________________________
Life called out and hid every time
We were naive enough to come each time
جو چل سکو تو کوئی ایسی چال چل
جانا مجھے گماں بھی نہ ہو اور تم بدل جانا
Jo chal sako to koi aisi chaal chal
Jana mujhe gumaan bhi na ho aur tum badal jana
_________________________
If you can, make such a move
That I don’t even suspect, and you change
وہ گیا تو ساتھ ہی لے گیا، سبھی رنگ اُتار کے شہر کا
کوئی شخص تھا میرے شہر میں، کسی دُور پار کے شہر کا
Woh gaya to saath hi le gaya, sabhi rang utaar ke sheher ka
Koi shakhs tha mere sheher mein, kisi door paar ke sheher ka
_________________________
When he left, he took away all the colors of the city
He was a person from my city, from some faraway place جز ترے کوئی بھی دن رات نہ جانے میرے
تو کہاں ہے مگر اے دوست پرانے میرے
Juz tere koi bhi din raat na jane mere
Tu kahan hai magar aye dost purane mere
_________________________
Except for you, no one knows my days and nights
Where are you, my old friend?
اک تو تم خواب لیے پھرتے ہو گلیوں گلیوں
اس پہ تکرار بھی کرتے ہو خریدار کے ساتھ
Ek to tum khwab liye phirte ho galiyon galiyon
Us pe takraar bhi karte ho kharidaar ke saath
_________________________
First, you carry dreams through every street
Then, you argue with the buyers over them
ہے عجب چیز یہ شرافت“ بھی
اس میں شر“ بھی ہے، اور آفت بھی
Hai ajab cheez yeh sharafat bhi
Is mein “shar” bhi hai, aur aafat bhi
_________________________
This thing called “decency” is strange
It has “evil” in it, and disaster too
سر ہو سجدے میں دل میں دغا بازی ہو
ایسے سجدے سے بھلا کیسے خدا راضی ہو
Sar ho sajde mein dil mein dagha bazi ho
Aise sajde se bhala kaise Khuda raazi ho
_________________________
When the head is in prostration, but the heart deceives
How can God be pleased with such a prayer?
کبھی درد ہے تو دوا نہیں، جو دوا ملی تو شفا نہیں
وہ ظلم کرتے ہیں اس طرح جیسے میرا کوئی خدا نہیں
Kabhi dard hai to dawa nahi, jo dawa mili to shifa nahi
Woh zulm karte hain is tarah jaise mera koi Khuda nahi
_________________________
Sometimes there is pain, but no remedy, and if there’s a remedy, there’s no healing
They oppress me as if I have no God
انکی ایک مسکراہٹ پے ہم اپنے ہوش گنوا بیٹھے
ہوش میں آنے والے تھے کہ وہ پھر مسکرا بیٹھے
Unki ek muskurahat pe hum apne hosh gawa baithe
Hosh mein aane wale the ke woh phir muskura baithe
_________________________
I lost my senses over one of her smiles
I was about to regain my senses when she smiled again
بڑے بد نصیب ٹھہرے جو قرار تک نہ پہنچے
در یار تک تو پہنچے، دلِ یار تک نہ پہنچے
Baday bad-naseeb thehray jo qarar tak na pohnche
Dar-e-yaar tak to pohnche, dil-e-yaar tak na pohnche
_________________________
How unfortunate are those who never reached tranquility
They reached the door of the beloved, but not the heart
رائیگاں نہیں جاتی دل پہ جو گزرتی ہے
آدمی بکھرتا ہے، زندگی سنورتی ہے
Raigaan nahi jaati dil pe jo guzarti hai
Aadmi bikhrta hai, zindagi sanwarti hai
_________________________
What happens to the heart doesn’t go in vain
A person may fall apart, but life gets better
جب بھی تیری قربت کے امکان نظر آئے
ہم خوش ہوئے اتنے کہ پریشاں نظر آئے
Jab bhi teri qurbat ke imkaan nazar aaye
Hum khush hue itne ke pareshan nazar aaye
_________________________
Whenever there was a possibility of your closeness
I became so happy that I looked worried
اک گلی تھی جب اُس سے ہم نکلے
ایسے نکلے کہ جیسے دم نکلے
Ek gali thi jab us se hum nikle
Aise nikle ke jaise dam nikle
_________________________
It was just a street when I walked out of it
I left as if my soul was leaving
میں کہ صحرائے محبت کا مسافر تھا فراز
ایک جھونکا تھا کہ خوشبو کے سفر پر نکلا
Main ke sehra-e-mohabbat ka musafir tha Faraz
Ek jhonka tha ke khushboo ke safar par nikla
_________________________
I was a traveler in the desert of love, Faraz
A gust of wind that set out on a journey of fragrance
عقل ہر بار دکھاتی تھی جلے ہاتھ اپنے
دل نے ہر بار کہا : آگ پرائی لے لے
Aqal har baar dikhati thi jale haath apne
Dil ne har baar kaha: aag parai le le
_________________________
Every time wisdom showed its burned hands
The heart said each time: take someone else’s fire
دن کے ڈھلتے ہی اجڑ جاتی ہیں آنکھیں
ایسے جس طرح شام کو بازار کسی گاؤں میں
Din ke dhalte hi ujhar jaati hain aankhein
Aise jis tarah shaam ko bazaar kisi gaon mein
As soon as the day fades, the eyes become desolate
Just like a marketplace in a village at dusk
فراز اپنے سوا ہے کون تیرا
تجھے تجھ سے جدا دیکھا نہ جائے
Faraz apne siwa hai kaun tera
Tujhe tujh se juda dekha na jaye
Faraz, who is there for you but yourself?
You can’t bear to see yourself separated from yourself
رشتہ کوئی تو اس سے تعلق کا چاہیے
جلوہ نہیں تو حسرت دیدار ہی سہی
Rishta koi to us se talluq ka chahiye
Jalwa nahi to hasrat-e-deedar hi sahi
There should be some relationship with him
If not his presence, then at least the longing to see him
اب اور کیا کسی سے مراسم بڑھائیں ہم
یہ بھی بہت ہے تجھ کو اگر بھول جائیں ہم
Ab aur kya kisi se marasim badhaayein hum
Yeh bhi bohot hai tujhe agar bhool jayein hum
——————————————–
What more relationships should I pursue?
It’s already a lot if I manage to forget you
for more these type of motivational quotes click here
for more these type of ATTITUDE quotes click here
for more these type of islamic quotes click here
for more these type of friendship quotes click here
for more these types of hazrat ali quotes click here
for more these type of sad poetry click here
for more these type of funny poetry click here
for more these type of Allama Iqbal Quotes Click Here
FOR MORE THESE TYPE OF LIFE DEE POETRY CLICK HERE
FOR MORE THESE TYPES OF EYES QUOTES CLICK HERE
FOR MORE THESE TYPES OF chai QUOTES CLICK HERE
FOR MORE THESE TYPES OF john elia QUOTES CLICK HERE
FOR MORE THESE TYPE OF MIR TAQI MIR QUOTES CLICK HERE
FOR MORE THESE TYPE OF MIRZA GHALIB QUOTES CLICK HERE
What themes are commonly found in Ahmed Faraz's poetry?
Ahmed Faraz ki shayari mein aam tor par mohabbat, tanhai, aur jazbat ki aksaasi hoti hai. Ahmed Faraz's poetry commonly reflects themes of love, loneliness, and emotions.
How did Ahmed Faraz influence Urdu poetry?
Ahmed Faraz ne Urdu shayari ko jadeed romanwi andaaz mein nikhaara aur ismein jazbaati aur inqilabi rang bhara. Ahmed Faraz refined Urdu poetry with a modern romantic style and infused it with emotional and revolutionary tones.
What are some of the most famous works of Ahmed Faraz?
What style of poetry did Ahmed Faraz write in?
Ahmed Faraz ne buniyadi tor par ghazal aur nazm ke andaaz mein shayari ki hai. Ahmed Faraz primarily wrote in the styles of ghazal and poetry.
Did Ahmed Faraz receive any notable awards for his poetry?
Ji haan, Ahmed Faraz ko Sitara-e-Imtiaz aur Hilal-e-Imtiaz jaise inaam mile hain. Yes, Ahmed Faraz received notable awards such as the Sitara-e-Imtiaz and Hilal-e-Imtiaz.
What makes Ahmed Faraz’s poetry unique?
Ahmed Faraz ki shayari unke jazbaati izhaar aur mohabbat ki khoobsurati ke sath sath unka inqilabi andaaz bhi khaas hai. Ahmed Faraz’s poetry is unique for its emotional expression and the beauty of love, as well as its revolutionary style.
How does Ahmed Faraz describe love in his poetry?
Ahmed Faraz ki shayari mein mohabbat ko intehai jazbaati aur dil ko choo lene wale andaaz mein bayan kiya gaya hai. Ahmed Faraz describes love in his poetry in an extremely emotional and touching manner.
Can you recommend a poem by Ahmed Faraz for beginners?
How does Ahmed Faraz’s poetry reflect his personal life?
Ahmed Faraz ki shayari mein unki zaati zindagi ke jazbat aur tajurbaat ki jhalak milti hai, jaise mohabbat, judaai, aur tanhai. Ahmed Faraz’s poetry reflects his personal life through the emotions and experiences of love, separation, and loneliness.
What are the recurring symbols in Ahmed Faraz’s poetry?
Ahmed Faraz ki shayari mein dil, mohabbat, chaandni, aur tanhai jaise alamatein baar baar nazar aati hain. Recurring symbols in Ahmed Faraz’s poetry include the heart, love, moonlight, and loneliness.
How did Ahmed Faraz’s poetry evolve over time?
Ahmed Faraz ki shayari waqt ke sath zyada baligh aur pechida hoti gayi, unke mozuat aur usloob mein nikhaar aaya. Ahmed Faraz’s poetry evolved over time to become more mature and complex, with refined themes and style.
What role does nostalgia play in Ahmed Faraz’s poetry?
Ahmed Faraz ki shayari mein purani yaadein aur nostalgia mohabbat aur dukh ke izhaar mein ahem kirdar ada karte hain. Nostalgia plays a significant role in Ahmed Faraz’s poetry, contributing to the expression of love and sorrow.
How does Ahmed Faraz portray pain in his poetry?
Ahmed Faraz ne dard ko gehraayi aur shiddat ke sath bayan kiya, jo unki shayari mein ek khaas asar paida karti hai. Ahmed Faraz portrays pain with depth and intensity, which adds a unique impact to his poetry.
What impact did Ahmed Faraz’s poetry have on contemporary poets?
Ahmed Faraz ki shayari ne muasir shairon par gehra asar dala, aur unhe unke jadeed aur romanwi andaaz ko apnane ki terghib di. Ahmed Faraz’s poetry had a profound impact on contemporary poets, inspiring them to adopt his modern and romantic style.
Can you describe the poetic style of Ahmed Faraz?
Ahmed Faraz ka shayari ka andaaz romanwi, jazbaati, aur saadah lekin dilkash hai jo qariin ko foran mutasir karta hai. Ahmed Faraz’s poetic style is romantic, emotional, and simple yet charming, immediately captivating readers.
What is the relationship between Ahmed Faraz’s poetry and classical Urdu poetry?
Ahmed Faraz ki shayari ne klasiki Urdu shayari ki buniyaadon ko mazboot kiya lekin ismein jadeediyat aur infiradiyat bhi shaamil ki. Ahmed Faraz’s poetry reinforced the foundations of classical Urdu poetry while incorporating modernity and individuality.
How is Ahmed Faraz’s poetry received by the public?
Ahmed Faraz ki shayari ko aam mein bohot pasand kiya jata hai, aur unki ghazlen aur nazmein aaj bhi maqbool hain. Ahmed Faraz’s poetry is highly appreciated by the public, and his ghazals and poems remain popular today.
What are some common motifs in Ahmed Faraz’s poetry?
Ahmed Faraz ki shayari mein mohabbat, judaai, aur jazbaati kashmakash jaise motifs aam hain. Common motifs in Ahmed Faraz’s poetry include love, separation, and emotional conflict.
How does Ahmed Faraz use metaphors in his poetry?
Ahmed Faraz apne ashaar mein khoobsurat aur gehri tashbihain istemaal karte hain jo unki shayari ko mazeed ma’naai banati hain. Ahmed Faraz uses beautiful and profound metaphors in his poetry, enhancing its meaning and depth.
What are some famous lines by Ahmed Faraz?