Site icon PAKIZOX PEDIA

50+ HEART TOUCHING SAD POETRY IN URDU TEXT 2024

Sad poetry in Urdu, or “غمگین شاعری,” Ideally represents depths of sadness, disappearance and craving. Through Sad poetry in Urdu Text, gives a relieving experience, allowing readers to connect with and reflect on their own emotional struggles. Poets like Mirza Ghalib and Faiz Ahmed Faiz have created timeless verses that speak to the heart and offer solace in times of sorrow.

جس پر گزرتی ہے وہی جانتا ہے
دل تسلیوں سے کہاں مانتا ہے

Jis par guzarti hai wohi jaanta hai
Dil tasaliyon se kahan maanta hai

مجھے نہ کسی کا دل، نہ کسی کی جان چاہیے
دل کا حال جو سمجھ سکے, وہ انسان چاہیے

mujhe nah kisi ka dil, nah kisi ki jaan chahiye
Dil ka haal jo samajh sakay woh insaan chahiye

ختم اپنا درد کر جاؤں
جی میں آتا ہے آج مر جاؤں

khatam apna dard kar jaoon
jee mein aata hai aaj mar jaoon


کوئی بے صبر روتا رہا
کوئی بے خبر سوتا رہا

koi be sabr rota raha
koi be khabar sota raha


وقت تھا چلا گیا
انسان تھا بدل گیا

Waqt tha chala gaya
Insaan tha Badal Gaya

ختم ہوا مجھے پانے کا جنون
انا لله وانا اليه راجعون

Khatam hogaya tuje panay ka junoon
Ina lila he waina ilaihi rajeoon


یہ رات آخری ہوئی تو کیا کرو گے
ہم ہی نہ رہے تو اس ناراضگی کا کیا کرو گے ؟

yeh raat aakhri hui to kya karo ge
hum hi nah rahay to is narazgi ka kya karo ge?


یہ جو اہم ہوتے ہیں،
بڑے بے رہم ہوتے ہیں۔

Ye jo Aham hotay h
Baray be reham hotay hain


تجھ پہ شاعری بھی کرتے تو کیا لکھتے؟
تجھے یار لکھتے، فنکار لکھتے، یا اداکار لکھتے!

Tuj pe shairi bhi karte to kia likhtay
Tuje yar likhte , Fankar likhte , ya Adakar likhte


کاش کوئی تو ایسا ہو
جو اندر سے باہر جیسا ہوا

Kash koi to aisa ho
Jo andar se bahir jaisa ho

پہلے استعمال کریں
پھر بکواس کریں

Pehle istemal karei
Phr bakwas karei


معاملہ تھوڑا سنگین ہے
یہاں ہر کوئی رنگین ہے

Mamla thora sangeen hai
Yaha har koi rangeen hai


تو بدل گیا ہے تسلیم کر
میں بھی بدل جاؤں گی یقین کر

Tu badal gaya tasleem kar
Mei bhi badal jaogi yaqeen kar


عجیب زمانہ چل رہا ہے
جس کو دیکھو جل رہا ہے

Ajeeb zamana chal raha h
Jis ko dekho jal raha h


فیصلہ تو تیرا تھا
لیکن دل جو ٹوٹا وہ میرا تھا

Faisla to tera tha
Lekin dil jo toota wo mera tha


تنہائیاں تھیں۔ رات تھی۔ تیرا خیال تھا
شور ایسا تھا کے آنکھ لگانا محال تھا

Tanhayan thee- raat thi – tera khayal tha
Shor aisa tha k ankh lagna mahal tha


تم نے دیکھے ہیں کبھی درد کو سہتے ہوئے لوگ؟
بھیگی آنکھوں سے سب اچھا ہے کہتے ہوئے لوگ؟

Tum ne dekhay hain kabhi dard ko sehte hua log
Beeghi ankho say sab acha hay kehte hua log

نیند آئے گی تو اس قدر سوئیں گے
ہمیں جگانے کے لیے لوگ روئیں گے

Neend aye gi to is qadr soye gay
Humei jaganay k liye log royei gay

تمہیں لگتا ہے وہ شخص تمہارا اپنا ہے؟
جس کو چیخ چیخ کر دُکھ بتانا پڑتا ہے؟

Tumhei lagta hai wo shaks tumara apna hai
Jis ko cheekh cheekh kar dukh batana parta hai


عجیب رنگوں میں ڈھلتا جا رہا ہوں
میں جیسا نہیں تھا ویسا بنتا جا رہا ہوں۔

Ajeeb rangon mei dhalta jaraha hu
Mei jaisa nhi tha waisa banta jaraha hu

مجھے گرے ہوئے پتوں نے سکھایا ہے
بوجھ بن جاؤ گے تو اپنے بھی گرا دیں گے

Muje giray Hua paton ne seekhaya hai
Bhoj ban jaoge to apne bhi gira denge

میں آج ہوں کل نہیں
میرے لیے تم رونا نہیں

Mei aj hu kal nhi
Mere lia tum rona nhi


یادوں میں تیری یاد تھی کیا یاد تھی کہ کچھ یاد نہیں
تیری یاد میں سب بھول گئے کیا بھول گئے کچھ یاد نہیں۔۔!

yaado mein teri yaad thi kya yaad thi ke kuch yaad nahi teri yaad mein sab bhool gaye kya bhool gaye kuch yaad nahi. . !


نہ مل سکیں گے کبھی ہم اسے بتانا تھا
پر اس سے قبل یہ خود کو یقیں دلانا تھا

Na Mil sakay ge kabhi hum isay batana tha
Par is se qabal ya khud ko yaqeen dilana tha


اک عمر کٹی ، دو الفاظ میں
اک آس میں ، اک کاش میں

Aik umar kati , 2 Alfaz mei
Aik aaas mei , aik kash mei


تکلیفوں سے تھک کر آنکھوں سے اشک بہتے ہیں
کہنے والے کیا جانے سہنے والے کتنا تڑپتے ہیں

Takleefon say thak kar ankho say ishq behte hai
Kehne walay kia janay sehne wala kitna taraptay hai


نادان ہوں نا سمجھ ہوں بے کار ہی سمجھو
دل روتا ہے ہونٹ ہستے ہیں فنکار ہی سمجھو

Nadam ho na samaj hu bekar he samjo
Dil rota hai hont hastay hay fankar he samjo


روح بدل جائے۔۔ یا روح نکل جائے ۔۔
کچھ تو ہو وہ شخص اندر سے نکل جائے۔۔۔

Rooh badal jaye ya rooh nikal jaye
Kuch to ho wo shaks andar se nikal jaye


ہم تو سمجھے تھے کہ اِک زخم ہے، بھر جائے گا
کیا خبر تھی کہ رگِ جاں میں اُتر جائے گا

Hum to samjay thay kay aik zakham hay bahar jaye ga
Kia khabar thi kay rag jaan mei utar jaye ga


رابطے حد سے گزر جائیں تو غم ملتے ہیں
ہم اسی واسطے لوگوں سے کم ملتے ہیں ۔

Rabtay had se guzar jaye to gham milte hai
Hum isi wastay logon say kam miltay hain


عید پھیکی لگ رہی ہے عشق کی تاثیر بھیج
ا گلے مل یا لباس عید میں تصویر بھیج

Eid peekhi lag rhi hai ishq ki taseer bhej
a galay mil ya libas eid mei tasweer bhej


ستا کر مجھے ، بے بس کرتی ہیں
تیری یادیں بھی حد کرتی ہیں ۔

Sata kar muje bay bus karti hai
Teri yadein bhi had karti hai


ہر شخص نے اپنے طریقے سے استعمال کیا مجھے
اور میں سمجھتا رہا لوگ پسند کرتے ہیں مجھے

Har shaks nah apne tareekay say istemal kia muje
Aur mei samajta raha log pasnd karte hai muje


جسے عشق کی ہوا لگی
اُسے پھر نہ دُعا لگی نہ دوا لگی ۔

Jisay ishq ki hawa lagi
Isay phr na dua lagi na dawa lagi


تمہارے لئے تو مٹ جانے کا ارادہ تھا
تم خود ہی مٹادو گے یہ سوچا ہی نہیں تھا

Tumharay lia to mit janay ka irada tha
Tum khud he mitado gay ye socha he na tha


ابھی تو ہم بدلے ہیں
بدلے تو ابھی باقی ہیں

Abhi to hum badlay hai
Badlay to abhi baqi hai


معلوم سب کو ہے زندگی بے حال ہے
لوگ پھر بھی پوچھتے ہیں کیا حال ہے

Maloom sab ko hai zindagi bay bus haal hai
Log phr bhi poochtay hai kia haal hai


کچھ دن شاخ پر بسیرا تھا
میں سمجھتا تھا باغ میرا تھا

Kuch din shakh par basera tha
Mei samajta tha bagh mera tha


اور جنہیں ہم زہر لگتے ہیں
وہ کونسا ہمیں شہد لگتے ہیں

Aur jinhei hum zehar lagte hai
Wo konsa humei shehad lagte hai


جدائی کام اپنا کر گئی ہے۔
تجھے پانے کی کواہش مرگئی ہے

Judai kam apne kar gayi hai
Tuje panay ki khuwaish mar gayi hai


تیری بددعا میں اثر ہی نہیں
میں بیمار تو ہوتا ہوں مگر مرتا نہیں

Teri badua mei asar he nhi
Mei bemar to hota hu magar marta nhi


جن کو آپ چاند بلاتے ہیں،
وہی آپ کو تارے دکھاتے ہیں۔

Jin ko ap chanda bulatay hai
Wohi apko taray dikhatay hai


گرد ہے چاروں طرف، قافلہ کوئی نہیں
فاصلوں کا شہر ہے ، راستہ کوئی نہیں

Gard hai charon taraf kafla koi nhi
Faslo ka shehar hai rasta koi nhi


صبر اتنا رکھو کہ عشق بے حد نہ بنے۔
خدا محبوب بن جائے، محبوب خدا نہ بنے

Sabr itna rakho k ishq bay haf na banay
Khuda mehbob ban jaye mehbooh khuda na banay


جس پر گزرتی ہے وہی جانتا ہے
دل تسلیوں سے کہاں مانتا ہے

Jis par guzarti h wohi janta h
Dil ki tasaliyon say kaha manta h


جس کے لفظوں میں تمہیں اپنا عکس ملے”
بہت مشکل ہے تمہیں کوئی ایسا شخص ملے”

Jis k lafzon mei tumhei apna Aks milay
Boht mushkil hai koi aisa shaqs milay


گفتگو کیجیے مگر احتیاط کے ساتھ
لوگ مر بھی جاتے ہیں الفاظ کے ساتھ

Guftago kijiye magar ahtiyat kay sath
Log mar bhi jatay hay alfaz kay sath


کرنے دو جو بکواس کرتے ہیں
ہمیشہ خالی برتن ہی آواز کرتے ہیں ۔

Karne do jo bakwas karte hain
Hamesha khali bartan he awz karte hain


مدتیں لگتی ہیں اپنا بنانے میں
لوگ لمحوں میں پرایا کر دیتے ہیں

Mudatei lagti h apna bananay mei
Log lamho mei paraya kar dete hain


مجھے برداشت کی نصیحت نہ کیجئیے
بلکہ میری جگہ آئیے اور برداشت کیجئے

Muje Bardasht ki nasihyat Na Kijiye
Balkay meri Jaga Ayiyay aur bardasht kijiye


FOR MORE THESE TYPE OF HAZRAT ALI QUOTES CLICK HERE


FOR MORE THESE TYPE OF ISLAMIC QUOTES CLICK HERE 

FOR MORE THESE TYPE OF ATTITUDE QUOTES CLICK HERE 

FOR MORE THESE TYPE OF FRIENDSHIP QUOTES CLICK HERE

FOR MORE THESE TYPE OF MOTIVATIONAL QUOTES CLICK HERE

What is sad poetry in Urdu?

Who are the most famous Urdu poets known for sad poetry?

Mirza Ghalib, Faiz Ahmed Faiz, aur Ahmed Faraz kuch mashhoor Urdu shayars hain jo ghamgeen shayari ke liye jane jaate hain.

What are some classic examples of Urdu sad poetry?

How does Urdu sad poetry differ from other languages' sad poetry?

Urdu sad poetry ki khubsurti uske mehsoosati lafzon aur jazbaat ki gehraiyon mein hai, jo aksar narm aur nazuk hoti hai.

What themes are commonly explored in Urdu sad poetry?

Urdu ghamgeen shayari mein aksar pyar, virah, tanhai, aur dard ke themes explore kiye jaate hain.

How can I write my own sad poetry in Urdu?

Apni khud ki ghamgeen shayari likhne ke liye, apne jazbaat ko sachai se bayan karein aur khubsurat aur jazbaati lafzon ka istemal karein.

What are the best books on Urdu sad poetry?

Where can I find Urdu sad poetry online?

Urdu sad poetry aapko online websites jaise Rekhta, UrduPoint, aur social media platforms par mil sakti hai.

How do Urdu poets express emotions in sad poetry?

Urdu shayars jazbaat ko rangin aur mehsoosat se bharpur lafzon mein bayan karte hain, jo dil ko chu jaati hai.

What is the historical significance of sad poetry in Urdu literature?

Urdu adab mein ghamgeen shayari ka itihas lamba hai, jahan ye dukh aur dard ke jazbaat ko sanbhalne ka ek zaroori hissa hai.

How can sad poetry in Urdu help with emotional healing?

Ghamgeen shayari aapke jazbaat ko samajhne aur unhe bayan karne mein madad deti hai, jo emotional healing mein sahayak ho sakti hai.

Are there any famous Urdu sad poetry anthologies?

What role does imagery play in Urdu sad poetry?

Tasawwur (imagery) Urdu ghamgeen shayari mein jazbaat ko zinda aur asar daalne ke liye istemal hoti hai, jo padhne walon ko gehra asar karti hai.

Can you recommend Urdu sad poetry for beginners?

How has Urdu sad poetry evolved over the years?

Urdu ghamgeen shayari ne waqt ke sath naye andaz aur jazbaat apnaaye hain, lekin uski aasl khoobsurati aur mehsoosat wahi rahi hai.

What is the impact of Urdu sad poetry on contemporary literature?

Aaj ke adab mein, Urdu ghamgeen shayari ek gehray jazbaati asar daalti hai aur nayi nasl ko bhi inspire karti hai.

How can I understand and interpret Urdu sad poetry better?

Urdu ghamgeen shayari ko behtar samajhne ke liye, lafzon aur ma'ani par dhyan dein aur unki ehsaasat ko samajhne ki koshish karein.

What are some modern trends in Urdu sad poetry?

Aaj kal, Urdu ghamgeen shayari mein nayi jazbaat aur contemporary issues ko bhi shaamil kiya ja raha hai, jo usse aur bhi relevant banata hai.

How is Urdu sad poetry used in popular media and entertainment?

Urdu ghamgeen shayari ko TV shows, films, aur music videos mein istemal kiya jaata hai, jo uski popularity ko barhata hai.

What are the common stylistic features of Urdu sad poetry?

Urdu ghamgeen shayari mein aksar khubsurat metaphors, tasawwur, aur mushkil jazbaat ko asaan lafzon mein bayan karne ki koshish hoti hai.

Exit mobile version