Jaun Elia sad poetry in Urdu is deeply cherished for its profound emotional depth and unique style. His verses encapsulate the raw feelings of love, loss, and existential despair, resonating with those who seek solace in expressing their inner sorrows. The richness of Jaun Elia sad poetry in Urdu lies in its ability to mirror the reader’s own grief, offering a poignant reflection of the complexities of human emotions. This makes Jaun Elia sad poetry in Urdu a timeless treasure in the world of literature, touching hearts and minds across generations.
احباب کا کرم ہے ۔ ۔ ۔ کہ خود پر کھلا ہوں میں
مجھ کو کہا خبر تھی کہ اتنا برا ہوں میں
Ahbab ka karam hai kay khud par khila hu mei
Muj ko kaha khabar thi kay itna bara hu mei
نیند آئے گی تو اس قدر سوئیں گے
ہمیں جگانے کے لیے لوگ روئیں گے
Neend Aye gi to Is Qadr Soyei Gay
Humei Jaganay ka Liye log Roye GaY
جو گزاری نہ جا سکی ہم سے
ہم نے وہ زندگی گزاری ہے
Jo Guzari Na Ja Saki Hum say
Hum Nay Wo Zindagi Guzari Hai
کیا تمہارے شہر میں لے کر دُعاؤں کے حصار
نوجوانی کو مٹانے کے لیے آیا تھا میں
Kia Tumharay Shehar mei Le Kar Duaon ka Hisaar
No Jawani Ko Mitanay kay liye Aya Tha Mei
حشر میں بتاؤں گا تجھے
جو حشر تونے کیا ہے میرا
Hashar mei Bataon Ga Tuje
Jo Hashar tunay Kiya hai Mera
اب تیری آرزو کہاں مجھ کو
میں تیری بات بھی نہیں کرتا
Ab Teri arzo kahan mujh ko
Mei teri bat bhi nhi karta
تم جو ہوتے کبھی ساتھ نبھانے
والے محبتوں میں ہمارا قصہ مثال ہوتا
Tum jo hotay kabhi sath nibhanay walay
Mohabaton mei hamara qusa misal hota
یہ تبھی ممکن ہے میاں آنکھ. بھگونے ن لگ جاؤں
وہ کہیں کیسے ہو تم ؟ اور میں رونے لگ جاؤں
Ye tabhi mumkin hai miyan ankh bhigonay na lag jaon
Wo kahin kese ho tum aur mei ronay lag jaon
عشق نے دیکھو کیسی تباہی مچا رکھی ہے
آدمی دنیا پاگل، آدھی شاعر بنا رکھی ہے
Ishq ne dekho kesi tabahe macha rakhi hai
Admi duniya pagal adhi shair bana rakhi hai
شب وصال پر لعنت ، شب قرار پہ لعنت
تیرے خیال پر ٹھو ، تیرے انتظار پہ لعنت
Shab wisal par lanat shab qarar pay lanat
Teri khayal par thoo teray intezar pay lanat
اک شخص پاس رہ کر بھی سمجھا نہیں مجھے ۔
اس بات کا افسوس ہے ، شکوہ نہیں مجھے
Aik Shals pass reh kar bhi samjah nhi muje
Is bat ka Afsos hai shikwa nhi muje
کون کہتا ہے گھر گیا تھا میں
اُس کے جاتے ہی مر گیا تھا میں
Kon kehta hai ghar gaya tha mei
Is kay jatay he mar gaya tha mei
بات یہ ہے کہ لوگ بدل گئے ہیں
ظلم یہ ہے کہ وہ مانتے بھی نہیں
Bat ye hai kay log badal gaye hain
Zulm ye hai kay wo mantay bhi nhi
دل چاہتا ہے عشق کو رد کر دیں
تجھ کو بھول جائیں ، یعنی حد کر دیں
Dil chahta hai ishq ko rad kar dei
Tujh ko bhool jaye yani had kar dein
کہیں خوف ہے کہ اللہ دیکھ رہا ہے
اور کہیں اطمینان ہے کہ اللہ دیکھ رہا ہے
Kahin khauf hai kay Allah dekh raha hai
Aur Kahin Itmenan hai kay Allah dekh raha hai
ہر گماں جس پہ وار ڈالا ہے
اُس نے ہی مجھ کو مار ڈالا ہے
Har guman jis pay war dala hai
Is ne he muj ko mar dala hai
در دہلکا ، سانس بھاری ہے۔
جیئے جانے کی رسم جاری ہے
Dar dehalka sans bhari hai
Jeyay janay ki rasam jari hai
آئینہ کہتا ہے ، کہنا تو نہیں چاہئے تھا
تو زندہ ہے ؟ رہنا تو نہیں چاہئے تھا
Ayena kehta hai kehna to nhi chaiye tha
Tu zinda hai rehna to nhi chaiye tha
حسرتیں دفن ہیں مجھ میں
خود کا خود مزار ہوں میں
Hasratei dafan hain muj mei
Khud ka khud mazar hu mei
وہ جو کہتا تھا کچھ نہیں ہوتا
اب وہ روتا ہے چُپ نہیں ہوتا
Wo jo kehta tha kuch nhi hota
Ab wo rota hai chup nhi hota
روح آزاد ہو محبور تقاضا نہ رہے
ہے تمنا کہ مجھے کوئی تمنا نہ رہے
Rooh azad ho mehboor taqaza na rahay
Hai tamana kah mujay koi tamana na rahay
اب کسی غم میں گرفتار نہیں ہوتا میں
ہو بھی جائوں تو لگا تار نہیں ہوتا میں
Ab kisi gham mei giraftar nhi hota mei
Ho bhi jaon to laga tar nhi hota mei
محبت ہوتے ہوتے ، اک ندامت ہو گئی آخر
ندامت ہوتے ہوتے ، اک اذیت ہو گئی آخر
Mohabat hotay hotay aik nadamat hogayi akhir
Nadamat hotay hotay aik aziyat hogayi akhir
اب اس مقام پر میرا جنون آجائے
تجھے جو منہ سے پکاروں تو خون آجائے
Ab is muqam par mera junoon ajaye
Tujay jo muh se pukaron to khoon ajaye
اس اس بار روٹھیں گے ۔ ۔ ۔ نہیں
اس بار بھلا دیں گے ۔ ۔ ۔ تمہیں
Is is bar roothay gay nhi
Is bar bhoola dei gay tumhei
کچھ خاص دلوں کو عشق کے الہام ھوتے ہیں
محبت معجزہ ہے، معجزے کب عام ہوتے ہیں۔
Kuch khas dilon ko ishq kay ilham hotay hai
Muhabat muajza hai muajzay kab aam hotay hai
یہ غم کیا دل کی عادت ہے؟ نہیں تو
کسی سے کچھ شکایت ہے؟ نہیں تو
Ye gham kiya dil ki adat hai nhi to
Kisi say kuch shikayat hai nhi to
خوب ہے شوق کا یہ پہلو بھی
میں بھی برباد ہو یا تو بھی
Khoob hai shoq ka ya pehlo bhi
Mei bhi barbad ho ya tu bhi
خالی خالی جو گھر تھا اک دم بھر گیا
اداس بیٹھا وہ شخص کل رات مر گیا
Khali khali jo ghar tha aik dam bhar gaya
Udaas betha wo shaks kal raat mar gaya
گزر آیا میں چل کے خود پر سے
اک بلا تو ٹلی میرے سر سے
Guzar Aya mei chal kay khud par say
Aik bala to tali meray sar say
دل کی تکلیف کم نہیں کرتے
اب کوئی شکوا ہم نہیں کرتے
Dil ki takleef kam nhi karte
Ab koi shikwa hum nhi karte
بہت افسوس ہوا مجھ کو
کہ اب وہ کھو چکا مجھ کو!
Boht afsoos hua muj ko
Kay ab wo kho chuka muj ko
کیسا نقصان ہو گیا اپنا
شہر سنسان ہو گیا اپنا
Kesa nuksan hogaya apna
Shehar sunsan hogaya apna
ساری دنیا کے غم ہمارے ہیں
اور ستم یہ کہ ہم تمہارے ہیں
Sari duniya kay gham hamaray hain
Aur sitam ye kay hum tumharay hain
شوق کی راہ پر اگر چلیے
چار جانب سے بے خبر چلیے
Shok ki rah par agar chalye
Char janib say bat khabar chalyay
سینہ دہک رہا ہو تو کیا چُپ رہے کوئی
کیوں چیخ چیخ کر نہ گلا چھیل لے کوئی
Seena dehak raha hu to kiya chup rahay koi
Kue cheekh cheekh kar na gala cheel lei koi
ہونے کا دھوکا ہی تھا
جو کچھ تھا وہ تھا ہی تھا
Honay ka dhoka he tha
Jo kuch tha wo tha he tha
دل تمنا سے ڈر گیا جانم
سارا نشہ اتر گیا جانم
Dil tamana say dar gaya janam
Sara nasha utar gaya janam
ٹھیک ہے خود کو ہم بدلتے ہیں
شکریہ مشورت کا چلتے ہیں
Theek hai khud ko hum badaltay hain
Shukria Mashoorat ka Chaltay hain
میں اپنے سینے میں جل رہا ہوں
میں اپنی آنکھوں میں بجھ رہا ہوں
Mei Apne seenay mei jal raha hu
Mei Apni ankhon mei bujh raha hu
ہم جی رہے ہیں کوئی بہانہ کیے بغیر
اُس کے بغیر، اُس کی تمنا کیے بغیر
Hum jee rahay hai koi bahana kiye begair
Is kay begair Is ki tamana kiye begair
اخلاق نہ برتیں گے مداوا نہ کریں گے
اب ہم بھی کسی شخص کی پروا نہ کریں گے
Ikhlaq na bartei gay madawa na karei gay
Ab hum bhi kisi shaks ki parwa na karei gay
میری تعریف کرے یا مجھے بدنام کرے
جس نے جو بات کرنی ہے سرِ عام کرے
Meri tareef kary ya muje badnam karei
Jis ne jo bat karni hai sar e am karei
جو دیکھتا ہوں وہی بولنے کا عادی ہوں
میں اپنے شہر کا سب سے بڑا فادی ہوں
Jo dekhta hu wohi bolnay ka adi ho
Mei apne shehar ka sab se bara fadi ho
ختم ہونے کو ہے سفر شاید
پھر ملیں گے کبھی مگر شاید
Khatam honay ko hai safar shayad
Phr milei ge kabhi magar shayad
کون سیکھا ہے صرف باتوں سے
سب کو اک حادثہ ضروری ہے
Kon seekha hai Sirf bataon say
Sab ko aik hadsa zaroori hai
تو بھی چُپ ہے میں بھی چُپ ہوں ، یہ کیسی تنہائی ہے ؟ تیرے ساتھ تیری یاد آئی ، کیا تو سچ مچ آئی ہے ؟
Tu bhi chup hai mei bhi chup hu ye kaisi tanhai hai
Teri sath teri yad ayi kiya to sach much ayi hai
بچھڑ کے یاد نہیں کتنے ماہ و سال ہوئے
سیاہ لے کے چلے تھے سفید بال ہوئے
Bichar kay yad Nhi kitne mah o sal huay
Siyah lay kay chalay thay safaid bal huay
مجھ کو فرست ہی کہاں کہ میں موسم سہانا دیکھوں
میں تیری یاد سے نکلوں تو زمانہ دیکھوں
Muj ko Fursat he kahn kay mei mosam suhana dekho mei teri Yad say niklo to zamana dekho
کر لیا خود کو جو تنہا میں نے
یہ ہنر کس کو دکھایا میں نے
Kar lia khud Ko Jo Tanha Mei ne
Ye Hunar kis ko Dikhaya mei ne
for more these type of motivational quotes click here
for more these type of ATTITUDE quotes click here
for more these type of islamic quotes click here
for more these type of friendship quotes click here
for more these types of hazrat ali quotes click here
for more these type of sad poetry click here
for more these type of funny poetry click here
for more these type of Allama Iqbal Quotes Click Here
FOR MORE THESE TYPE OF LIFE DEE POETRY CLICK HERE
FOR MORE THESE TYPES OF EYES QUOTES CLICK HERE
FOR MORE THESE TYPE OF CHAI QUOTES CLICK HERE
Table of Contents
Jaun Elia ki udas shayari apni gehrai aur jazbati izhar ke liye mashhoor hai. Unki shayari mein udasi aur wujoodiyat ke rang bohot gehre hain.
Aap Jaun Elia ki sad poetry Urdu websites, blogs, aur unki shayari ki kitaabon mein aasani se dhoondh sakte hain.
Jaun Elia ki sad poetry is liye popular hai kyunke wo jazbaat aur dard ko iss tarah izhar karte hain jo bohot logon ke dil ko chhoo jata hai.
Jaun Elia apni shayari mein udasi ko gehrai se izhar karte hain, jisme unka andaaz, alfaaz aur jazbaat qabil-e-deed hote hain.
Jee haan, aap Jaun Elia ki sad poetry ko apne social media posts mein use kar sakte hain. Yeh aapke posts ko aur bhi meaningful banata hai.
Jaun Elia ki sad poetry aapke jazbaat ko izhar karne ka behtareen zariya hai, kyunke unki shayari se aap apne dard aur udasi ko bayaan kar sakte hain.
Haan, Jaun Elia ki sad poetry har umar ke logon ke liye mozoon hai, kyunke yeh zindagi ke gehre pehluon par roshni dalti hai.
Aap Jaun Elia ki sad poetry text mein mukhtalif websites aur social media platforms se dhoondh kar WhatsApp pe share kar sakte hain.
Jaun Elia ke zaati tajurbaat aur zindagi ke masail unki sad poetry mein bohot gehra asar dalte hain, jo unki shayari ko aur bhi gehra aur asar daayak banata hai. What makes Jaun Elia sad poetry in Urdu unique?
Where can I find the best Jaun Elia sad poetry in Urdu?
Why is Jaun Elia sad poetry in Urdu so popular?
How does Jaun Elia express sadness in his poetry?
Can I use Jaun Elia sad poetry in Urdu for my social media posts?
What are some famous lines from Jaun Elia sad poetry in Urdu?
How can Jaun Elia sad poetry in Urdu help in expressing emotions?
Is Jaun Elia sad poetry in Urdu suitable for all ages?
Where can I find Jaun Elia sad poetry in Urdu text for WhatsApp?
How does Jaun Elia's personal life influence his sad poetry?